Mah E Zil Hajj

* Mafhoom e Hadees:

Nabi Sallallahu Ta'ala  Alaihe Wasallam nay farmaya: ALLAH kay nazdeeq mah e Zil-Hajja kay pehlay das (10) dinon ki ibadat tamam dinon ki ibadat say ziada pasandida hai, in dinon main aik (1) din ka roza poray saal kay rozon kay barabar hai aur aik raat ka qiyam shab-e-qadar main qiyam kay barabar hai.

 (Tirmizi, Hadees # 737, Kitab us Soum, Baab: ZiL-Hajja kay Pehlay 10 Dinon main Naik Aamal karnay ki Fazilat, Ravi: Abo Horaira RaziAllahu Anhu)

Post a Comment

0 Comments