Kisiki Jagah Par Baith Jana

Hazrat Abdullah Bin Umar Raziyallahu Anhuma se riwaayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya:

Kisi shakhs ko is baat ki ijaazat nahin ke kisi dusre ko uski jagah se utha kar khud us jagah baith jaye.

(Bukhari Shareef : 6269)

Post a Comment

0 Comments